Aatreya ek mission ke liye underwater gaya tha, par wahan maujood tha ek doosra hi kingdom. Us mission ke baad Aatreya ki bhi duniya badal gayi. Ab use is dharti ke baki realm bhi dhundhne hai aur aisi 6 duniya aur hai. Kya Aatreya ye safar poora kar payega? Kya aur bhi duniya mein log hain? Kaun hai jo har baar Aatreya ko rokne ki koshish karta hai aur kamyab ho jata hai? Janne ke liye sunien, Suryavanshi...
