Kabir ki kahani tab naya mod leti hai jab uska samna hota hai Kaalkshetra ki bhavishyavani se, jo ek khaas shaktiyo wale Ekam ke baare me baat karti hai. Ekam jo duniya ki rakhsa karega. Trikal, jo Ekam ka vinaash karke firse Kaalkshetra par kabza karna chahta hai, Kaalchakra ki qaid se riha ho jata hai. Kya Kabir Trikal ko rok payega aur bacha payega duniya ko? Aur aakhir kaun hai Ekam? Janne ke liye sunein, "Kaalkshetra".
