Moksh, jiski aag aur bijli ki shaktiyan sena ko pal bhar mein khatam kar sakti hain, 20 saal se ek avtaar ki khoj mein hai jo andhere ki kaali shaktiyon ka saamna karega. Use 4 jawan bacche mile hain, jo avataar ho sakte hain, lekin asli avataar kaun hai, ye use bhi nahi pata. Kya Moksh avtaar ka pata laga payegi aur wo sath milakr Tamas ki kaali shaktiyon ko hara payenge? Janane ke liye suniye Kuku FM.
