Bageshwar Baba social media ka ek woh naam jo aaj har ghar mein jana jata hai, har news channel par dekha jata hai, aur Bageshwar Dham mein puja jata hai. Unhi Dhirendra Krishna Shastri ki zindagi mein kuch baatein aisi bhi hain ki unhe sunkar aapke hosh ud jayenge. Unke anubhav aur gyaan se bhari kahaniyan aapke dil ko chu jayengi aur aap unki upasana mein khud ko talashenge. Ye show aapke man ko shaanti aur aatmikta ka anubhav hi nahi, balki kai sawalon ke sath chod jayega.








