Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialBageshwar Baba Ki Sachai — Episode 4 in Hindi. Bageshwar Baba social media ka ek woh naam jo aaj har ghar mein jana jata hai, har news channel par dekha jata hai, aur Bageshwar Dham mein puja jata hai. Unhi Dhirendra Krishna Shastri ki zindagi mein kuch baatein aisi bhi hain ki unhe sunkar aapke hosh ud jayenge. Unke anubhav aur gyaan se bhari kahaniyan aapke dil ko chu jayengi aur aap unki upasana mein khud ko talashenge. Ye show aapke man ko shaanti aur aatmikta ka anubhav hi nahi, balki kai sawalon ke sath chod jayega.









shastri ji se ye bhi question karna chahiye ki kya hanuman ji ye kahte hain yadi aap hindu ho to anya sabhi dharm ko galat kahdo unke prti logon ko apas mein ladvao kya ye sahi hai
is samvad mein netao aur obc mahasabha dwara uthaye gaye objection ke question per clear jawab nahi diya gaya ghumaya gaya hai aur chahe koi bhi jo galat hai to galat hai kisi samuday vishesh ko gali dena ya phir use kamjor ye galat hi to hai

कोई भी राजनेता को किसी ग्रंथ व काव्य के बारे में अनर्गल बोलने से क्या मिलना है ,ये बदले थोड़े जाते है ,
Ram ne to sambook ko kyu maara ??
are jao re hindu rastra bnaoge
book
power

Rathi ko chodh daloo

Dhruv Rathi ki gan me lathi
madam ji pahli baat to shri Tulsidas ji maharaj dwara rachi Shri Ram charit Manas koi kitaab nhi hai wah bhagwan Sri Ram ka hi swarup hai