Jis mughal badshah se sara desh darta tha, use Gondwana ki ek rani ne lalkar diya hai. Rani Durgawati chahti to Akbar se shaadi kar sakti thi par unhone aatm-samman chuna. Wo Mandu ke Baj Bahadur ko hara chuki thi. Kya wo Akbar ko bhi munh tod jawab de payengi? Apne 52 mein se 51 yuddh jeetne wali, Rani Durgawati ki kahani janne ke liye sunein, Veerangna Durgawati


