Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialBageshwar Baba Ki Sachai — Episode 2 in Hindi. Bageshwar Baba social media ka ek woh naam jo aaj har ghar mein jana jata hai, har news channel par dekha jata hai, aur Bageshwar Dham mein puja jata hai. Unhi Dhirendra Krishna Shastri ki zindagi mein kuch baatein aisi bhi hain ki unhe sunkar aapke hosh ud jayenge. Unke anubhav aur gyaan se bhari kahaniyan aapke dil ko chu jayengi aur aap unki upasana mein khud ko talashenge. Ye show aapke man ko shaanti aur aatmikta ka anubhav hi nahi, balki kai sawalon ke sath chod jayega.










ये एक पाखंडी है ये राम मानव से डर कर भाग गए
Ek no. Ka jhutha makkar balatkari asharam baba hai ye iski janch ho to sach bhi samne a jayega
Jai shree ram
is ko Bhagwan sree Ram ji ki kripa kabhi prapth nhi ho sakta, iski mansoobe aur bataein hi Ram ji ko pasand nhi aayenge toh kripa kesi....
ye toh pakndi hai
voice baba ka nahi lekin Shabd baba ke hi hai
the voice is not of baba you froud
kisi bhi famous aadmi ka interview ausa hi hota hai
very nice
good