Ek raat mein Manya sadharan ladki se Manhus Manya ban gayi—pita coma mein, fiancé accident ka shikar, aur dadi ne bhi rishta tod diya. Par tabhi uski zindagi mein enter hota hai Malhotra Empire ka arrogant waris, Sharad Malhotra, ek shaadi ke offer ke saath. Manya Sharad se sirf ek sawal poochti hai—"Kya tumhe ek manhus ladki se shaadi karne ka darr nahi hai?" Toh kya Sharad Manya se shaadi kar apni maut ko invite kar raha hai, ya yeh ek carefully planned revenge hai?



