Maya Nagri Mumbai—sapno ka shehar ya andheron ka ek aur jahaan? Vijay Arora jaise dalalon ke jaal me fansi teen ladkiyan, modeling ki chamak-dhamak ke sapne le kar Mumbai aayi thi. Par kya ye sapne sach honge ya sirf ek dukh bhari kahani ban jayenge? Ek shikaar aur ek shikari ki iss kahani me sachai kab samne aayegi?


