Kya hoga jab aap sundar aur anjaan logon ke saath ek luxury cafe mein fans jayein toh? Kuku FM le kar aaya hai first Audio OTT reality show, jahaan alag alag jagah se aaye hue khiladi dhoondh rahe hain sacha pyaar. Agar aapko bhi true love hua hai ya dhoondh rahe hain toh suniye abhi aur comments mein bataiye favourite contestant ka naam.


