Valentine Week ka khaufnak mod! Rose Day par shuru hota hai ek rahasyamayi aur daraavna safar, jab college ke students ko milta hai ek ladki ki live hatya ka video. College love story mein ghuli hatya ki gutthi, jahan badle ki aag aur pyaar ki paraton mein chipa hai ek ghaatak raaz. Kya hoga jab Valentine Killer ka hoga pardafash? Suniye is romanchak audio show mein.

