Wife se hue jhagde ke baad Superstar Rudransh, nikal pada ek aise anjaan gaon mein shooting karne, jahan rahne wali khoobsurat ladkiyon ko East India Company ke adhikaarion ne jeete ji maar dala. Par kya yeh shooting sach mein ek film ki hai ya iske piche hai koi gehra raaz? Kya Rudransh aur uski patni Dikshita is laashon ke gaon se zinda nikal paayenge, ya ye film ban jayegi unki maut? Janne ke liye sunein Khauf Camera Action



