Fidel Castro ! Cuba ki kranti ka leader. Fidel Castro ! Cuba mein nayi chetna lane wala leader . Aur bhi bahut sare introduction hain Fidel ke. V. K. Singh Ji ki likhi is kamal ki audiobook mein hum aapko Fidel ke har rang se rubaru karwane ja rahe hain. Batayenge Fidel ka bachpan jisne unhe ek revolutionary banaya. Batayenge ki kaise Fidel ne apni sena banayi. Kaise logon ka bharosa jeeta aur kaise Cuba ko vikas ki nayi disha di. Har kahani se uthega parda is khas show "Fidel Castro" mein .












