Made with  in India

Buy PremiumDownload Kuku FM
1962 Cuban Missile Crisis in hindi | undefined हिन्दी मे |  Audio book and podcasts

1962 Cuban Missile Crisis in Hindi

4.1*
Add to Library
Share Kukufm
18+
57 K Listens
AuthorSamrat Singh
1962 mein do aise insaan hue, jinke haath mein is puri duniya ki taqdeer thi. American President John F. Keneddy banaam Soviet Union Leader Nikita Krushchev. Cuba, us waqt ek newly liberated communist nation bana. Fidel Castro ki leadership aur U.S.S.R ka support, America ko apne island se itne nazdeek raas nahi aaya. Global level par dominance ki race multiple conspiracies aur internal politics in dono desho ko is kagaar par le gaya jaha yeh ek dusre ke khilaaf nuclear hathiyaar lekar tainaat the. Kya hua tha 1962 mein, CIA aur KGB ka kya yogdaan tha is missile crisis ki taraf aur duniya nuclear exhaustion ke kitne kareeb aa chuki thi, sunenge is original audiobook mein.
Read More
  • 8 Episode
  • Review
  • Details
share-icon

00:00
00:00