Middle East aur Jung - Yeh kahaani boht puraani hai, magar iske ghaav aaj bhi unki awaam ke beech taza hai. Saddam aur Khomeini, do aise supreme leaders jo jann kranti se Iran aur Iraq ka chehra bane. Magar kyun lalach, taaqat aur siyaasat ke is bhadde se khel ne pure Irani-Iraqi belt ko war crisis mein daal diya. Oil corporations aur world politics ne kaise isme apna faayda uthaaya, Kuwait ke saath dhoka, America ka khela har daav aur ek tanashah ka anth. Sab samjhenge is audiobook 'Iran vs Iraq' mein.









