Indian culture mein Tyohaaron ki kya Ahamiyat hai ye hum sab jaante hain. Tabhi to UP, Bihar mein manai jane wali Chhath puja aur uske geet aaj desh ke har kone mein sunai dete hain. Akhir kyu manaya jati hai Chhath puja aur kya hai is parv ka mahatva iske bare mein detail mein janenge humare is special show "Chhath Puja: Bihar Ki Pehchan" mein.





