Har-har Mahadev! Aap sabhi ko aamantrit karte hain Kuku FM ki iss vishesh peshkash mein, jahan hum aapko Somnath Mandir ke alaukik vatavaran mein le chalenge aur prakritik dhwani aur hamare guide ke vivaran se aapko Mahadev ke darshan karayenge. Saath hi Somnath Mandir ke aitihasik aur dharmik mahatva ke baare mein bhi batayenge. To judiye hamare saath aur anubhav kijiye is divya yatra ko. Har-har Mahadev!


