Saal 1347, October ka mahina Europe ka mausam har din ki tarah khushnuma tha, Kaale samandar se lambi duri tay karne ke baad bauth sare jahaz kinare pounche the, Par uske baad aakhir logo ne uss jahaz par aisa kya dekha ki unke hosh udd gaye? Aakhir aisa kya tha uss jahaz me ki logo me afra tafreeh mach gai? Aur Europe me aise konsi mahamari aai ki usne yaha ki aadhi aabadi ko he khatam kar diya. Inn sab ke baare me bataya gaya hai is Original show "History of Black Death" me.









