1944 Northeast India. World War 2 mein Japan ne India par attack to kar diya, par ye Japan ki sabse badi galati saabit hui. Ek sanki Japanese commander ki wajah se 50,000 se bhi jyada soldiers ko apni jaan ganwani padi. Par Indian British army ne kaise haraya Japan ki itni badi sena ko? Aur kyon ye battle ban gayi World War 2 ka turning point? Aaiye sunte hain is show mein.

Battle of Imphal & Kohima: India's World War II Story(hindi)
- 25K+
- ·5.0
- ·U/A 13+
- ·Historical
- ·Full Books
- ·Hindi








