Samudra me ek katil ke sath fansa Sunrising ship rasta bhatak pahunch gaya Bermuda Triangle ke khatarnak ilaake me, jahan logon ne dekha hazaron salon se khoye Atlantis ko. Rahasyamai jeev, shatir katil aur ek andhi ladki Shefali jo wo sab dekh sakti hai jo koi insaan nahi dekh sakta. Kya hua shefali ka? Kya log Bermuda Triangle se nikal paye ya doob gaya Sunrising? janne ke liye sune Ring of Atlantis: Sunrising
