Terrorist attack ke bad wapas active hua ek secret organisation. Aur tab samne aaya prachin Bharat ka ek aisa yoddha jisne Desh ke sath Puri duniya Ko hila Diya. Jiski chahat thi badla jo maut ke baad bhi khatam nahi hui. Sune Baali, Pratishodh ki wo gatha jo ladi jaa rahi hai yugo-yugo se.
