Hanuman Chalisa ke ek rahasya ne Sanjeev ke jeevan ko palat diya. Apne mentor ki maut ke baad, Sanjeev ko milti hai ek gupt box aur ek Hanuman Chalisa, jo chupaye hue hain ek aise sach ko jo duniya badal sakta hai. Kya wo iss adbhut gyaan ko samajh kar apni duniya ko bacha payega? Suniye, 'Chalisa Ka Rahasya'!


