Hum zindagi mein 9 se 5 ke job mein hi itne thak jaate hai aur apne life se itni asaani se give up kar dete hai. Par iss player ne apne career ke utaar chadhaav ke saath saath Cancer jaisi bimaari ko maat diya aur bangaye Cricket ke Prince. Aaiye experience karte hai inki life story sirf Kuku FM par















