Duniya ke koi bhi ek Comic book creator ka naam bataiye? aur aapke man me sirf ek he naam ata hai aur wo hai "The MAN" yaani " STAN LEE ". Spiderman , Iron man , Thor, Black panther jaise kai Super Heroes ko Banane wale Lee, Jab bhi Movie me 10 second ke liye bhi aate hai tab unke fans taaliyaan bajane se thakte nahi, Chaliye Jante hai Marvel studios ke main Hero Stan Lee aur unki super heroes ki army ke baare me iss audiobook me















