Ek royal shaadi, jo pyaar ka jashn nahi, badle ki shuruaat thi. Vikram Singh Chauhan, rajgharaane ka waaris, karodon ki company ka malik. Sanaya Verma, ek aam ladki, jo bani CEO, usi mandap par jahan uski shaadi ho rahi thi. Aur achanak, sab kuch badal gaya. Share loote gaye, pyaar toota. Aur khel mein entry hui, Sanaya ke purane pyaar, ab dushman bane Raj Agnihotri ki. Ab ye sirf mohabbat ki kahani nahi rahi ye jung hai power, politics aur badle ki.




