America se apne baap ki maut ka badla lene aaya, Jigar Patni kaise Nitin Pandey se jeetega. Is kaam ko anjaam dene mei madad karegi ek Female Police Officer Shikha Sharma, jo baad mei jaa kar Jigar ki biwi toh ban jayegi lekin kya Jigar uska pati ban kar reh paayega? Janne ke liye suniye ‘War, Hathiyaar aur Pyaar’ ke sab episodes.
