Priya Maheshwari ke swayamvar mei dher saare ladkon ki entry hone se pehle hi exit ho jaati hai. Uske in grahon ki disha aur dasha badalne ke liye entry li hai Mukesh aur Sulekha ne kyunki jiska koi nahi hota uski arrange marriage hoti hai. Lekin kya Priya ki arrange marriage ho paayegi?
