Kehte hain sabr ka phal meetha hota hai. Galat kehte hain. Sabr nahin, ghotale ka phal meetha hota hai aur hamare desh mein hui Vyapam Scam is sach ko bakhoobee saabit karta hai. Jaaniye is bade painame par huye ghotale ki ascharya kar dene waali sach jisne bahut si kaabil aspirants ki zindagi ko tabaah karke rakh diya. Aakhir kab tak corruption ke shikaar honge hamaare maasoom students?
