'Ek college student se international gangster tak', 'Salman Khan ko dhamki se lekar Sidhu Moosewala ke murder tak', 'Blackbuck case se international crime tak' - aisi kai khaufanak kahaniyan chhipi hain Lawrence ki apni kahani mein. Ye show har ek kahani aapko batayega aur saath hi chhodega ek sawal jiska jawab aapko tay karna hai, "kya Lawrence ki kahani itni hi thi, ya abhi Lawrence bana rahega kanoon ke liye ek badi chunauti?"






