"JAN GAN MAN" Hmara Rashtragaan hai ye ham sab jaante hain aur ye bhi jaante hain ki iske rachyita Mahan Rachnakaar Gurudev Rabindra Nath Tagore hain lekin kya aap men se kam hi log jaante honge ki Gurudev Tagore ek Zamidar pariwar se the.Aur unhen bachpan men kavitayen nhin pasand thin.Kya Aapko pata hai ki unhen Nobel Puraskaar Dilaane wali rachna Geetanjali Sabse pahle English men chhapi thi. Rabindra nath tagore ji ke jeewan ki aisi kai unjani baton ko aap tak ham unki biography ki audiobook ke madhyam se laaye hain.To chaliye, Jaante hain Mahakavi Tagore ji ko Aur kareeb se. Rabindra nath tagore ji ke jeewan ki aisi kai unjani baton ko aap tak ham unki biography ki audiobook ke madhyam se laaye hain.To chaliye, Jaante hain Mahakavi Tagore ji ko Aur kareeb se.









