Hindi bhasha aur hindi kavita ka rutba duniya mein bahut bada hai. Adikaal se lekar Aadhunik yug tak Sahitya ne bharatiye sanskriti ko bhavnayon se aandolano tak kayam rakhne mein bada role nibhaya hai. Is kitaab mein apko milega Adikaal se lekar Adhunik kaal tak Hindi Sahitya ka Safar, kahan kahan se hota hua kaun kaun se pattharon se takraya, kahan kahan se isme dharayein judi, kahan se dharayein alag hui aur agar aap Sahitya ke thode bhi shaukeen hai to yeh kitaab aap ke liye hai. Suniye "Hindi Sahitya ka Samgra Itihaas" Sirf KukuFM par.








