15 August 1947, India azad hua aur bana iska mahan "Samvidhan". Jise banane walo ne ismein vo sab add kiya jo desh ko vikas ka rasta dikhata. Lekin unhe pata tha ki aane wale samay mein jab samaj badlega tab agar samvidhan nahi badla to ye bas ek kitab bankar rah jayega. Isliye Unhone ise badlane ki taakat desh ki sansad ko di. To Kya sansad sab kuch badal sakti hai? Aur ab tak kitni baar hue hain samvidhan mein changes. Poori kahani batane ke liye aa gaya hai information se bhara ye khas show "Samvidhan Sanshodhan".








