Panama Papers ek esa sach jisne 3 April 2016 ko, 1 crore 15 lakh ese documents ko duniya ke samne la kar rakh diya tha, jisse sirf aam insaan hi nahi balki, desh videsh ki kai jaani mani hastiyaan bhi hairaan reh gayi thi. International Journalists ke banaye gaye ek secretive group ne is investigation ko kuch is trah anjaam diya ki isme aane wale naam aur isse farq padne wali companies aaj bhi ubhar nahi pai hai. Panama papers se Jude har naam, corruption aur dusre gair kanooni sach ko janne ke leye sunne, “Panama Papers Explained” Sirf KUKU FM par.













