Made with  in India

Get Free TrialBuy CoinsDownload Kuku FM
1980s mein emergency ka kaala daur punjab ko ghere huye tha. Logon ki aazadi par sarkar ne pehra laga diya tha. Aise mushkil waqt mein bhi Punjab mein ek aisa singer tha jisne society ka sach likhna, aur gaana band nahin kiya. Wo apni patni ke saath stage par perform karta aur logon ka dil jeetta tha. Lekin ek din achanak use aur uski wife ko din dahaade goliyon se khatam kar diya gaya. Kuch waise hi jaise haal-filhaal mein Siddhu Moose Wala ke saath hua tha. 28 saal ki umar mein Singer Amar Singh Chamkila 100 se zyada gaane bana chuka tha aur apne bebaak andaaz ki vajah se poori duniya mein mashoor ho chuka tha. Aakhir kyun itni chhoti umar mein use maut ke ghat utaar diya gaya aur kisne saazish ki thi uski maut ki ? Jaanne ke liye suniye Kuku FM original Chamkila - Elvis of Punjab.
Read More
  • 10 Episode
  • Review
  • Details
  • Cast & Crew
share-icon

00:00
00:00