Samajhdaar aur shaatir drug dealer Mirza laut aya hai apni duniya me ab pehle se bhi zyada khatarnak aur takatwar ban kar , uska bas ek hi maqsad hai - Surajgarh par apna raj phir se hasil karna. Lekin yeh sirf paison aur rajneeti ka khel nahi, maut se baazi lagane jitna khatarnak hai . Kya Mirza apne har dushman ko maat dekar apna sapna poora kar payega?




