Apne dost ki tragic death ke baad Aryaman ko milti hai uski wasiyat. Jise padhne ke baad yaadon ka jahaj usey le jata hai school ki galiyon se seedha Himalaya ki barfili rahon par. Kya Aryaman apne guilt aur doston ke beech ke rishte ko sambhal paayega? Kya wo apne darr ko paar kar ke apne dost ki aakhri ichcha poori kar payega? Janne ke liye sunein Boys Hostel.




