Ek Mandir Ke Mahant Aur 16 Saal Ke Ladki Ke Prem Aur Hatya Ne Poore Desh Ko Hila Diya. Kaise Ek Ghatna Ne Bengal Ko Lagbhg Do Hisso'n Me Baan't Diya tha? Aakhir Kyon Ek Hatyaare Ke Samarthan Me Aawaz Buland Ki Jaa Rahi Thi? Suniye Bengal Ke Itihaas Me Amar Tarakeswar Hatyakaand Ki Dil Dehla Dene Wali Kahani.





