India ke Don No.1 Dawood Ibrahim se pahle Mumbai par jiska raj tha, wo tha Karim Lala. 1930 mein Afgan se aaya ye pathan kaise Mumbai ka badshah ban baitha aur kaise usi ke samne paida hue Dawood ne aage chalkar usi ki jagah li? Akhir kya the Karim Lala ke criminal records, ye janne ke liye turunt sunein hamara ye show.




