Kya ho jab ek deshbhakt ko deshdrohi sabit kar diya jaye, use wo log dhokha de jinke liye wo apni jaan kurban karne ko taiyar tha, aisa hi kuch hua Javed ke sath jiske baad bana wo ek aisa Hathiyar jisse khatra tha Hindustan ko, kya hoga badla lene ki chaah me gaddar ban gye Javed ka, jo kahlana chahta tha Kashmir ka Beta.

