Ek honest SP, ek Qaatil aur ek sheher jo drugs mein doob chuka hai! System ke andar bhi system hai aur har dosti ke peeche chhupi hai saazish...Red-light area ke raaz ho ya netaon ka khel, Barabanki ke kone kone mein hai drugs ki jwala magar Sawaal yeh hai ki kya sach zinda bachega ya andheraa sab kuch nigal jaayega? Abhi suniye yeh show aur sach par se parda uthayiye.
