Pehle ke samay me adimanav apni baat kehne ke liye gufa me signs banate the , aaj hum apni baat kehne ke liye emoji bhejte hai , to chaliye jante hai ek aisi digital language ke baare me jise na to school me sikhaya jata hai na hi university me par fir bhi puri duniya ko aati hai , aur ek hi click par apki baato ko puri duniya tak pahuncha deti hai.














