21st century me aaj jab bhi koi problem ko face karne ki baat hoti hai tab sab Numbers aur Data ki taraf muh karte hain, Par kya India ko samajne ke liye Data enough hai? Billion logo ki aabadi wale desh ko agar aap sirf number se samjhane ki try karenge to aap problem nahi samjh payenge. Chaliye Jaante hain saare official data aur unke aadhe sach ko aur janne ki koshish karte hain ke modern India ka sach aur bhavishya kya hai?













