Kya Aapne kabhi socha hai ek Insan ke liye sabse jyada zaroori kya hai? Uski internal happiness jo basic needs se poori ki ja sakti hai jaise pet bharne ke liye khana, Rehne ke liye Ghar, Pehnne ke liye Kapde aur kuch paise Jo humein Nature se asaani se mil sakta hai lekin aaj hum Paise ke peeche bhaag rahe hain aur apni peace kho chuke hain. Is AudioBook mein Author apne Philosophical style mein Life ka purpose batate hai aur Nature ke alag alag rang mein jeena sikhate hain. Read More