Apni gareebi se tang aa chuke Rahul ke hosh tab udd jate hain jab use ek aisi jagah ke bare me pata lagta hai, jahan wo paiso ke liye apni zindagi bech sakta hai. Is ajib technology ke piche hai , Timezone naam ki ek organisation aur uska ek khatarnak plan. Kya Rahul time observer Maya ki madad se kar paayega Timezone ke raaz ka parda faash aur bacha paayega duniya ko? Janne ke liye sunein, "Countdown".
