Akash apne pita ke against jakar Police Force ko join kar chuka hai. Aur pehle hi case mein shak ki sui MLA Shankar ki ghoom gayi hai, jis par haath daalne ka matlab Mumbai ko jala dena hai. To kya Akash asli qatilon ko dhoondh payega? Kya Akash apne pita ko samjha payega? Janne ke liye sunien, Cartel...


