Shahar me ek ke baad ek milti laashon ne police ke hosh faakhta kar diye. Katl kisne kiye aur kyun? jali laashein, ansuljhe rahasya aur lapata katil ki khoj me nikle Inspector Ranveer jise suraag paane ke liye karna pada maut ka chakravyuh paar aur jiske haath saboot ke taur par lagi sirf "Raakh".
