Chump jiska matlab murkh hota hai, agar aap usme se "U" nikal kar "A" jod dete hai, to vo Champ ban jata hai yani vijeta. Yeh audiobook aapke andar ki kami ko nikal kar usme acchai bharne ka kaam karegi aur aapko Champ banane mein help karegi. Aapke andar ke vijeta se rubaru karwayegi. Yeh audiobook aapko wo sare tarike batayegi, jo kisi bhi insaan ko top par pahuchne mein madad kar sakte hai




