Samaira Ambani ne fake ID se shaadi ki thi, lekin 3rd anniversary par usne pati ko cheating karte pakda. Usi waqt use Jaiveer Rathod mila aur use ek contract marriage karni padi. Samaira ne Jaiveer ko apni real identity (India ke richest man ki beti) nahi batai. Uski fake ID hi uski dushman ban gayi, jis par kisi ko believe nahi hua. Ab kya karegi Samaira? Will Jaiveer ever know her truth?





