Hindustan ka naya Jamtara yaani CyberCrime ka Head Office, Nuh gaanv. Haryana ke Mewat mei maujood is gaanv mei Bicky Singh naam ka aadmi, is poore racket ko chala raha hai. Lekin Inspector Amit Arora ki zindagi ka ek hi maksad hai, Bicky ko pakad kar, use sabak seekhana. Bicky aur Amit ke is yuddh ke saath ranbhoomi mei judein, abhi.








