Kahani ek aise shakhs ki, jo Azamgarh mein ek sadharan jeevan jeete jeete, jurm ki duniya ka betaj badshah ban gaya. Pyar, dhokha, aur bhavnaon ki aandhi mein, kaise badalte hai kismat ke khel. Suniye 'Azamgarh', ek aisi kahani jismein pyar aur apradh ka mel hai, jo aapko bandhe rakhegi ant tak.








